Roman script

na na na, na na na

na na na, na na na 

o baagon mein bahaar hai, hai 

kaliyon pe nikhaar hai, hai 

ho tumko mujhse pyaar hai 

na na na, na na na

na na na, na na na 

o baagon mein bahaar hai

chhodo hato, jaao pakdo na baiya 

aaun na main teri baaton mein saiya 

chhodo hato, jaao pakdo na baiya 

aaun na main teri baaton mein saiya 

tumne kaha hai dekho, dekho mujhe saiya 

bolo tumko ikraar hai, haan hai 

phir bhi inkaar hai, haan hai 

ho tumko mujhse pyaar hai 

na na na, na na na

na na na, na na na 

o baagon mein bahaar hai

tumne kaha tha main sau dukh sahungi 

chhupke piya tere man mein rahungi 

tumne kaha tha main sau dukh sahungi 

chhupke piya tere man mein rahungi 

main sab kahungi lekin vo na kahungi 

tumko jiska intzaar hai, hai 

phir bhi takraar hai, hai 

o tumko mujhse pyaar hai 

na na na, na na na

na na na, na na na 

o baagon mein bahaar hai

achchha chalo, chhedo aage kahaani 

hoti hai kya bolo pyaar ki nishaani 

achchha chalo, chhedo aage kahaani 

hoti hai kya bolo pyaar ki nishaani 

bechain rahti hai prem deevaani 

bolo kya dil bekraar hai, hai 

mujhpe aitbaar hai, haan hai 

jeena dushvaar hai, hai hai

aaj somvaar hai, are baaba hai 

tumko mujhse pyaar hai, hai 

na na na na na

Explore this song