Roman script

zindgani ke lamho ko tere naam kar diya 

zindgani ke lamho ko tere naam kar diya 

khud ko tere he khatir badnam kar diya 

badnaamiyan mili tanhayiyaan 

badhi badnaamiyan mili tanhayiyaan

zindgani ke lamho ko tere naam kar diya 

zindgani ke lamho ko tere naam kar diya 

khud ko tere he khatir  badnam kar diya 

badnaamiyan mili tanhayiyaan badhi

badnaamiyan mili tanhayiyaan badhi 

har pal ye dil yaad tujhe karta rehta hai 

har pal tere sapne ye dekha karta hai 

mana tumne raaste apne badal diye 

ye bechara bite kal mein hi rehta hai 

aakhiri saans ko bhi tere naam kar diya 

aakhiri saans ko bhi tere naam kar diya 

khud ko tere khatir nakaam kar diya 

badnamiyan mili tanhayiyan badhi 

badnamiyan mili tanhayiyan badhi 

main teri aankhon me dekhti hoon khud ko 

main teri aankhon me dekhta hoon khud ko 

tumko kya dikhta hai meri nazaron me kaho 

dekhte chahte subah ko shaam kar diya 

dekhte  chahte subah ko shaam kar diya 

khud ko tere khatir qurbaan kar diya 

badnamiyan mili tanhayiyan badhi 

badnamiyan mili tanhayiyan badhi 

zindgani ke lamho ko tere naam kar diya 

zindgani ke lamho ko tere naam kar diya 

khud ko tere he khatir badnam kar diya 

badnamiyan mili tanhayiyan badhi 

badnamiyan mili tanhayiyan badhi

Explore this song