Roman script

badnam ho raha hai ab ishk ka fasana

badnam ho raha hai ab ishk ka fasana

rashme wafa na jane

rashme wafa na jane ye bewafa jamana

badnam ho raha hai ab ishk ka fasana

kahte hai ishk jisko hai jindagi ki bazi

kahte hai ishk jisko hai jindagi ki bazi

koi khel to nahi hai dunia me dil lagana

koi khel to nahi hai dunia me dil lagana

rashme wafa na jane

rashme wafa na jane ye bewafa jamana

badnam ho raha hai ab ishk ka fasana

muskil nahi hai koi wada wafa ka karna

muskil bahut hai lekin karke use nibhana

muskil bahut hai lekin karke use nibhana

rashme wafa na jane

rashme wafa na jane ye bewafa jamana

badnam ho raha hai ab ishk ka fasana

Explore this song