Roman script

badlo bijliyo badlo  bijliyo mita do ye kala kanun

mita do ye kala kanun insan ke hatho hoga kab tak

insano ka khun mita to ye kala kanun

mita do ye kala kanun badlo bijliyo

ghum rahi hai aankho me barbadi ki tasvire

sab kuch to hai tumhare bas me

badal do phir takdire insan ki izzat rakh lo

kar do shaitano ka khun mita to ye kala kanun

mita do ye kala kanun badlo bijliyo

badlo bijliyo

mai to hu majbur magar kya tum bhi ho majbur

agar nahi majbur to kar do meri mushkil dur

bedard karenge kab tak dil ke armano ka khun

mita to ye kala kanun mita do ye kala kanun

badlo bijliyo

pyar ka deep bujhne na dena kabhi

sar mohabbat ka jhukne na dena kabhi

mera mahbub jakda hai janjir me

der kyu hai duao ki kafir me

koi kab tak sahega ye julmo sitam

badlo bijliyo tumko meri kasam

tumko meri kasam tumko meri kasam

Explore this song