Roman script

badlapur boys jaha jayenge badlapur boys jaha jayenge 

ho hari bazi jeet ke laayenge  dekhegi duniya duniya dekhegi 

o anhoni ko honi karke dikhayene  badlapur boys jaha jayenge 

angaro ki raho pe hame kadam badhana hai 

hame kadam badana hai sher bhi samne aaye 

to panja ladana hai panja ladana hai 

angaro ki raho pe hame kadam badhana hai 

hame kadam badana hai sher bhi samne aaye 

to panja ladana hai panja ladana hai 

marna hai ya maarna hai ab hame na harna hai 

kali raat ki chokhat pe suraj ka diya jalayenge 

badlapur boys jaha jayenge badlapur boys jaha jayenge 

iss mati ki kasam hame hame apna farz nibhana hai 

ho badlapur ka naam hame duniya bhar me chamkana hai 

iss mati ki kasam hame hame apna farz nibhana hai 

ho badlapur ka naam hame duniya bhar me chamkana hai 

apna hak pana hai na laut ke wapis jana hai 

vijay patakha ko ek din hum un kheto me lahrayenge

badlapur boys jaha jayenge badlapur boys jaha jayenge 

ho hari bazi jeet ke laayenge badlapur boys jaha jayenge

Explore this song