Roman script

badla nazar aata hai 

badla nazar aata hai

zamane ka zamana

zamane ka zamana

badla nazar aata hai

badla nazar aata hai

zamane ka zamana

zamane ka zamana

mai tumse juda hoke kise apna banau

mai tumse juda hoke kise apna banau

jau bhi to kaha jau kaha thokre khau

jeene ka thikana hai na

marna ka thikana

jeene ka thikana hai na

marna ka thikana

badla nazar aata hai

badla nazar aata hai

zamane ka zamana

zamane ka zamana

hai aah magar aah me

tabir nahi hai

hai aah magar aah me

tabir nahi hai

hai khwab magar khwab ki

tabir nahi hai

hai khwab magar khwab ki

tabir nahi hai

hai hoth magar bair hai

hotho ka hilana

hai hoth magar bair hai

hotho ka hilana

badla nazar aata hai

badla nazar aata hai

zamane ka zamana

zamane ka zamana

Explore this song