Roman script

kiska fayda kiska loss sikka leke kar le toss

kutti cheez hai duniya phir tu kyu banta hai Santa Claus

iska bhajiya tera sauce cross pe kar de double cross

kutti cheez hai duniya is se lena to banta hai boss

lena to banta hai boss lena

zindagi jab teri marti patloon ko utarti

bajati ye sitaar si kahani vividh bharti

badle ki bhulaiya me jab pani teri naiya me

shaitan bhi dikhta saiyya me bachne ka ek zariya hai

iski topi uske sar iski khushi uska darr

sabki chhod tu apni kar apni life hai apne par

zindagi to maregi hi 6 foot andar dalegi hi

teri fadegi hi taiyar reh

duniyadari ka chakra kya samjhega agla

chamakta hai kauwa aur maina hai bugla

paisa hi tagda bheje me jakda

ye jungle hai khatra jo chhoda wo pakdaa

ab mat ban tu laalchi kya keemat aate daal ki

buddhi hai kamal ki jo magaj se nikal di

cheater aage piche jaise teetar 

dikhne mein ye sajjan par durjan hote bheetar

kar de sabka haal bura andar le le maal poora daal chhura

ye zindagi ki nayi reet apno ko karo cheat

apno ko karo beat badle se mili jeet

game on baby aah game on

kiska fayda kiska loss sikka leke kar le toss

kutti cheez hai duniya phir tu kyu banta hai Santa Claus

iska bhajiya tera sauce cross pe kar de double cross

kutti cheez hai duniya is se lena to banta hai boss

lena to banta hai boss lena to banta hai

game on baby game on baby

badla badla, badla, badla

Explore this song