Roman script

badi naazuk hai ye manzil, mohabbat ka safar hai 

dhadak aahista se, ae dil 

dhadak aahista se, ae dil

dhadak aahista se ae dil, mohabbat ka safar hai

badi naazuk hai ye manzil, mohabbat ka safar hai

koyi sun le na ye qissa, bahot darr lagta hai 

magar darr hi se kya haasil 

magar darr hi se kya haasil 

magar darr hi se kya haasil mohabbat ka safar hai

badi naazuk hai ye manzil, mohabbat ka safar hai

bataana bhi nahin aasaan, chhupaana bhi kathhin hai 

khud aaya kis qadar mushkil 

khud aaya kis qadar mushkil

mohabbat ka safar hai

khud aaya kis qadar mushkil mohabbat ka safar hai

badi naazuk hai ye manzil, mohabbat ka safar hai

Explore this song