Roman script

diwane ko kuch aaj pana to hai hisab apne dil ka chukana to hai

diwane ko kuch aaj pana to hai hisab apne dil ka chukana to hai

nazar tumse aaj milana to hai badi dur se badi dur se

ha badi dur se chal kar aaye hai tumhe jalwa dikhana hoga

badi dur se chal kar aaye hai tumhe jalwa dikhana hoga

badi dur se chal kar aaye hai tumhe jalwa dikhana hoga

nahi aa kar ha ha nahi aa kar aahe nahi aakar phir hume 

apne hatho se parda uthana hoga

badi dur se chal kar aaye hai tumhe jalwa dikhana hoga

meri tano se parde kanp ke gir jate hai

mere nagmo pe dilbar daude chale aate hai

jiske sangit ka ghayal hai zamana

is diwane ko tune haye tune na samjha na jana

bhala tu kya gaye magar kuch ho to zidd hai

gala hai kawe jaisa surile pan ki had hai

aaj mausam basanti hai to maza aaj hoga

kaun mausam ka panchi hai faisala aaj hoga

jani kawa ho jani kawa ho tum ya koyal ho

humko boli sunana hoga

badi dur se chal kar aaye hai tumhe jalwa dikhana hoga

kya kiya jaye zamana hi kuch aisa hai

chhod  aag ko mahal me tu baitha hai

na ho aisa ke rang badal jaye

yahi mehfil kahi tujhpe na kayamat dhaye

lo to phir aa gaye hum aa gaye chha gaye hum

waqt hai jag ja tu ab kahi bhag ja tu

dekhe nahi koi mukhada chhupao

dekhe nahi koi mukhada chhupao

kahi more raja pakde na jao kahi more raja pakde na jao

bahut banaya ab na banao bahut banaya ab na banao

shakal hai teri jaise koi sukha chukandar 

jo aaya hai sar pe baitha jaise dali pe bandar

apni maddari ko bekari bana kyu chhupaya hai

raz bhi duje ka hai taz bhi pehnaya hai

raz bhi mera hai ye taz bhi mera hai ye 

saz bhi mera hai ye taz bhi mera hai ye 

bhag ja lekar apni dholki me ghodi ko

lag gaye ab hath tere jin ghodi ko

pyar ki bat jo bolega pyar ko jit lega

jo kala dikhlayega wo mehfil ko lut lega

kala dikhlayega kala dikhlayega

jab diwana pichhe pichhe zamana hoga

badi dur se chal kar aaye hai tumhe jalwa dikhana hoga

badi dur se chal kar aaye hai tumhe jalwa dikhana hoga

Explore this song