Roman script

badi bewafa hai, udti hawa hai 

badi bewafa hai, udti hawa hai 

yeh jindagi saakiya aa aa aa

woh duniya kaha hai, milti jaha hai

dil ki khushi saakiya

dil ki khushi saakiya aa aa aa

dekha hai hamne din raat pi ke

nikale na phir bhi armaan ji ke

jhuti hai saki mai ki yeh masti

roshan ho kaise phir dil ki basti

jhuti hai saki mai ki yeh masti

roshan ho kaise phir dil ki basti

yaha na vaha hai jaane kaha hai

woh roshani saakiya 

woh roshani saakiya aa aa aa

badi bewafa hai, udti hawa hai 

yeh jindagi saakiya

shishe me jo hai woh toh hai nakli

kaha pe chhupa ke rakhi hai asli

aankho se apni ik jaam de de

betaab dil ko aaram de de

aankho se apni ik jaam de de

betaab dil ko aaram de de

tadpa rahi hai rah rah ke dil ki

yeh bekali saakiya

yeh bekali saakiya aa aa aa

Explore this song