Roman script

akeli jaan hai aur us pe 

lakho gam uthana hai

akeli jaan hai aur us pe 

lakho gam uthana hai

badi brdard hai duniya

bada jalim jamana hai 

badi brdard hai duniya

bada jalim jamana hai 

akeli jaan hai aur us pe 

lakho gam uthana hai

kahi aansu kahi aahe

kahi dukh dard ke parde

yahi iski kahani hai

yahi iska fasana hai

yahi iski kahani hai

yahi iska fasana hai

bada jalim jamana hai 

badi brdard hai duniya

ye duniya do ghadi bhi

kab kisi ka sath deti hai

ye duniya do ghadi bhi

kab kisi ka sath deti hai

na jane kab badal jayegi

iska kya thikana hai

na jane kab badal jayegi

iska kya thikana hai

bada jalim jamana hai 

badi brdard hai duniya

likha hai jo mukkadar mein

wahi hoga wahi hoga

likha hai jo mukkadar mein

wahi hoga wahi hoga

wahi le jayegi kismat

jaha ka khabo dana hai

jaha ka khabo dana hai

bada jalim jamana hai 

badi brdard hai duniya

Explore this song