Roman script

badi barbaadiya le kar meri duniya mein pyaar aaya

hansi ek baar aayi hai, to rona lakh baar aaya

badi barbaadiya le kar

bhara ashkon se vo daman jise phulon se bharna tha

mujhe is bevafa duniya pe rona baar baar aaya

badi barbaadiya le kar meri duniya mein pyaar aaya

badi barbaadiya le kar

vafa tadpi kushi royi lute armaan hansi duniya

jo aansu aankh mein aaya, vo ho kar beqaraar aaya

badi barbaadiya le kar meri duniya mein pyaar aaya

hansi ek baar aayi hai, to rona lakh baar aaya

badi barbaadiya le kar

Explore this song