Roman script

badal roya naina roye kajal roya wo na mila haye

badal roya naina roye kajal roya wo na mila

tan ka ujala rain lato ki tan ka ujala rain lato ki

sab kuch khoya wo na mila ha badal roya naina roye 

kajal roya wo na mila haye badal roya naina roye

dhundte usko maine gawayi kya jane kitni hi nigahe

uske nagar me maine bichayi

rashte rashte pyar ki bahe

sagar sagar roz kisi arman ko duboa wo na mila 

badal roya naina roye kajal roya wo na mila 

badal roya naina roye

hotho pe lekar khun ki lali gati rahi mai dard ki mari

khun ke jaise ghaw badan par

leke firi mai banke phulwari

desh videsh ka kata pag me

maine chubhoa wo na mila

badal roya naina roye kajal roye wo na mila 

tan ka ujala rain lato ki sab kuch khoya wo na mila

badal roya naina roye kajal roya wo na mila 

badal roya naina roye

Explore this song