Roman script

bada kabutar ud jayega hath me anda rah jayega

phut jayega anda ek din bada kabutar ud jayega

bada kabutar, kabutar bada kabutar, kabutar 

koi na samjha koi na jana haye ye gorakh dhandha

pehle jag me aaya kabutar ya phir aaya anda

aur uljh jayega arey jo isko suljhayega

bada kabutar, kabutar ho bada kabutar ud jayega

hath me anda rah jayega phut jayega anda ek din 

bada kabutar ud jayega bada kabutar, kabutar

bada kabutar, wa wa

dekh samay ka shok kabutar chalta hai yu ud ke 

jaise tej hawa ka jhonka dekhe na phir mudke 

oo dekh samay ka shok kabutar chalta hai yu ud ke 

jaise tej hawa ka jhonka dekhe na phir mudke 

sath chala chal iske varna hath nahi kuch aayega

bada kabutar, kabutar ho bada kabutar ud jayega

hath me anda rah jayega phut jayega anda ek din 

bada kabutar ud jayega bada kabutar, kabutar

ho bada kabutar, kabutar ho bada kabutar, kabutar

ho bada kabutar, kabutar

Explore this song