Roman script

bada hi cid hai wo nili chhatari wala 

har tale ki chabi rakhe har chabi ka tala 

bada hi cid hai wo nili chhatari wala 

har tale ki chabi rakhe har chabi ka tala 

bada hi cid hai 

vardi uski badi nirali kabhi nazar na aane wali 

vardi uski badi nirali kabhi nazar na aane wali 

na koi bila na koi number, daftar uska nila amber 

note hai uski pocket book me sabka mal-masala 

bada hi cid hai wo nili chhatari wala 

har tale ki chabi rakhe har chabi ka tala 

bada hi cid hai 

chup chup koi daka dale ya kare khun 

ho jaye usko automatic telephone

chup chup koi daka dale ya kare khun 

ho jaye usko automatic telephone

arey chobis ghante jage, uski aankh kabhi na lage 

hoshiyar, khabardar

bach ke rahana dekh raha hai sab kuch upar wala 

bada hi cid hai wo nili chhatari wala 

har tale ki chabi rakhe har chabi ka tala 

bada hi cid hai

lamba-choda uska thana sabko ek din wahi hai jana 

lamba-choda uska thana sabko ek din wahi hai jana

kya pita ji aur kya mata sasu-sasur or bhrata 

uski nazar me sab hai barabar kya saali kya sala

bada hi cid hai wo nili chhatari wala 

har tale ki chabi rakhe har chabi ka tala

Explore this song