Roman script

dil ko dhadakaata hai, paagal anjaana 
deewaana hai, baat koi bhi maane na 
dil ko dhadakaata hai, paagal anjaana 
deewaana hai, baat koi bhi maane na
maane na maane na, maane na ho maane na
maane na maane na, maane na ho maane na
bada bedardi bada sangdil hai
mujhe samjhaana to bada mushkil hai
haaye bada bedardi bada sangdil hai
mujhe samjhaana to bada mushkil hai
tere nam likh di hai usne jawaani 
jaane na jaane na, jaane na ho jaane na 
jaane na ha ha jaane na, jaane na ho jaane na 
aaungi ab na main teri gali 
main ishq me jaan dene chali 
o aaungi ab na main teri gali 
main ishq me jaan dene chali 
teri mohabbat me, teri ijarat me 
kya haal mera kiya 
jaane na jaane na, jaane na ho jaane na 
jaane na jaane na, jaane na ho jaane na 
mujhko tadpaati hai, ladki anjaani
deewaani hai, baat koi bhi maane na
mujhko tadpaati hai, ladki anjaani
deewaani hai, baat koi bhi maane na
maane na maane na, o maane na maane na
main hu ek raahi, tu meri manjil hai 
meri jawaa dhadakan, hai tu hi mera dil hai 
main hu ek raahi, tu meri manjil hai 
meri jawaa dhadakan, hai tu hi mera dil hai 
tujhpe luta dega ye jindagani
jaane na jaane na, jaane na ho jaane na 
jaane na jaane na, jaane na ho jaane na 
khwaabo khyaalo ki raani hai tu 
meri wafa ki nishani hai tu 
aye khwaabo khyaalo ki raani hai tu 
meri wafa ki nishani hai tu 
teri nigaaho me, teri hi baaho me 
rahna hai ab saathiya 
jaane na jaane na, are jaane na ho jaane na 
jaane na jaane na, are jaane na na na ho jaane na

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Joy Mukherjee, Kavita Krishnamurthy