Roman script

bada ajib mohabbat ka ye fasana hai

bada ajib mohabbat ka ye fasana hai

dil hai tera tu kisi aur ka divana hai

bada ajib mohabbat ka ye fasana hai

jo jisko chahta hai wo use nahi milta 

jo jisko chahta hai wo use nahi milta

jo jisko chahta hai wo use nahi milta

kaisa dastur hai duniya ka kya jamana hai 

kaisa dastur hai duniya ka kya jamana hai

dil hai tera tu kisi aur ka divana hai

bada ajib mohabbat ka ye fasana hai

tu kis tarah se bachega najar ke tiro se

tu kis tarah se bachega najar ke tiro se

har ek simt se tera hi dil nishana hai

har ek simt se tera hi dil nishana hai

dil hai tera tu kisi aur ka diwana hai

bada ajib mohabbat ka ye fasana hai

panah lega is chamn me kis shajar par tu 

panah lega is chamn me kis shajar par tu

panah lega is chamn me kis shajar par tu

har ek shakh pe mera hi ashiyana hai 

har ek shakh pe mera hi ashiyana hai

dil hai tera tu kisi aur ka diwana hai

bada ajib mohabbat ka ye fasana hai

Explore this song