Roman script

dudh ki muchho wala, moot ke pencho wala

dudh ki muchho wala, moot ke pencho wala

phunsi karocho wala bachpan bhi tha sala

phunsi karocho wala bachpan bhi tha sala

na yaado ke chakkar the, na sapno ke machchar the

hum hi the apne shehanshah, khud apne afsar the

ek tu tha thoda tedha, ek main bhi thoda medha

aur ek tha waqt kabootar jo khidki pe na thehra

chor police waala bachpan bhi tha sala

tujh jaisa banana chaha, tujhe jeb me rakhna chaha

tune door se thenga dikhaya, kabhi hath na mere aaya

main roya main chillaya, tu hath na mere aaya

dudh ki muchho wala, moot ke pencho wala

luchche lafango wala bachpan bhi tha sala

gachchi pe sutto wala bachpan bhi tha sala

maine sazish phir kar daali, ungli pistol bana li

kani aankh se aim laga ke dham se goli chala di

aur tu tapka, dhool se chipka

rok li saanse baj gayi taali

wo khel tha be o sale, sab jhoot tha be o sale

bazi chhod  ke jane wale yeh beimani hai

ye beimani hai oh sale

Explore this song