Roman script

chudi wala chudi wala chudi wala chudi wala

bachchiya jawan te budhiya haye sab pehne meri chudiya 

chudiya bachchiya jawan te budhiya 

haye sab pehne meri chudiya chudiya

bachchiya jawan te budhiya 

salo aur mahino se mai hu sath hasino ke

salo aur mahino se mai hu sath hasino ke

maine pakde hath hajaro parda nashino ke

kuch na kuch meri majburiya bachchiya jawan te budhiya 

haye sab pehne meri chudiya chudiya

bachchiya jawan te budhiya 

apne dil ki bat karo tum sab aage hath karo

mai kismat ka hal kahu kaisa hai ye sal kahu

tujh par prem ka saya hai tera naam bhi chhaya hai

chori se chupke chupke kis se milti hai chhupke

rup tera shajadi ka tujhko shok hai shadi ka 

tera bhag to aisa hai bas paisa hi paisa hai 

teri kismat kehti hai man me chinta rehti hai

jane kaisa pati mile kash koi lakhpati mile

tu jaisa var chahegi vaisa hi ghar payegi

pahna kar ye kale rang ki chudiya

bachchiya jawan te budhiya 

haye sab pehne meri chudiya chudiya

bachchiya jawan te budhiya 

haye sab pehne meri chudiya chudiya

bachchiya jawan te budhiya

Explore this song