Roman script

bchche to bhagwan ki murat hote hai 
bachche to allah ki surat hote hai 
ho bchche to bhagwan ki murat hote hai 
bachche to allah ki surat hote hai 
sikh isaai hindu muslim inke liye ek jaise 
uttar dekhin purab pashchim inke liye ek 
pyar hi inka majhab pyar hi inki puja 
ye to sachchai ki surat hote hai
bchche to bhagwan ki murat hote hai 
bchche to bhagwan ki murat hote hai 
bachche to allah ki surat hote hai 
apna rup dikhane ko ishwar ke man me aaya
tab usne fulo jaise sundar bachcho ko banaya
apna rup dikhane ko ishwar ke man me aaya
tab usne fulo jaise sundar bachcho ko banaya
khubsurat kudrat ki ye nemat hote hai 
bchche to bhagwan ki murat hote hai 
bchche to bhagwan ki murat hote hai 
bachche to allah ki surat hote hai 
nirdhan aur dhanwan na dekhe unch nich na mane
jaat paat puche na kisi se bhed bhav na jane 
nirdhan aur dhanwan na dekhe unch nich na mane
jat pat puche na kisi se bhed bhav na jane 
insaniyat ki ye amanat hote hai 
bchche to bhagwan ki murat hote hai 
bchche to bhagwan ki murat hote hai 
bachche to allah ki surat hote hai 
sikh isaai hindu muslim inke liye ek jaise 
uttar dekhin purab pashchim inke liye ek 
pyar hi inka majhab pyar hi inki puja 
ye to sachchai ki surat hai
bchche to bhagwan ki murat hote hai

Song details

Song video

Watch on YouTube