Roman script

bacha le bacha le sambhale koi to yaha se nikale
idhar kabr udhar kabr hai murda ghar zamin par
idhar dar udhar bhi dar bacha le bacha le sambha le 
koi to yaha se nikale
iska pulav jaladi pakao bhukhe hai kab se sab ko khilao
bacha le bacha le sambha le koi to yaha se nikale

idhar dar udhar bhi dar o babu
bhuto ke mele lakho jhamele hum hai akele kaha fas gaye 
teri gali me bhule se aaye jana kaha tha kaha fas gaye

londa hai zinda murda bana do bahar hai sardi andar bula lo
bacha le bacha le sambha le koi to yaha se nikale
idhar kabr udhar kabr hai murda ghar  zamin par
idhar dar udhar bhi dar bacha le bacha le sambha le 
koi to yaha se nikale
iska  pulav jaladi pakao bhukhe hai kab se sab ko khilao
bacha le bacha le sambha le koi to yaha se nikale

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Anand Raj, Johny Whisky, Bappi Lahiri