Roman script

bach ke kaha jaoge khiche hue chale aaoge
bach ke kaha jaoge khiche hue chale aaoge
dil se dil jodenge tujhko na chodenge
bach ke kaha jaoge khiche hue chale aaoge
ho kab tak yu tarsaoge dil mera tadpaoge
bach ke kaha jaoge khiche hue chale aaoge
bach ke kaha jaoge 
bewafa bemurabbat bekadar beiman chhodo kyu bahane karte ho
kisliye hamse darte ho kisliye hamse darte ho
humko pata hai chori chori tum thandi aahe bharte ho
tum thandi aahe bharte ho chhodo sharmana yu ghabrana
dekho jane jana dhokha dene jaoge to khud bhi dhokha khaoge
bach ke kaha jaoge khiche hue chale aaoge bach ke kaha jaoge 
dillagi dillagi me lagi ye lagi kaise bhi fasana banta hai
aisa bhi bahana banta hai aisa bhi bahana banta hai
teer chalane wala to khud bhi nishana banta hai
khud bhi nishana banta hai shola bhadkake dil dhadkake 
jate kaha ho raja tumne aag lagai hai tum bhi to jal jaoge
bach ke kaha jaoge khiche hue chale aaoge
dil se dil jodenge tujhko na chodenge
bach ke kaha jaoge khiche hue chale aaoge bach ke kaha jaoge

Song details

Song video

Watch on YouTube

lyricist: Verma Malik, Dwarkanath