Roman script

jara bach ke chalo ri mori duniya ki nigaho se

bach bach ke chalo ri mori gaiya duniya ki nigaho se

ye aise karigar hai ye aise karigar hai

bas me karle dil ki aaho ko dil ki aaho ko

bach bach ke chalo ri mori gaiya duniya ki nigaho se

bach bach ke chalo ri mori gaiya duniya ki nigaho se

bewafa bewafa duniya hai dagabaz duniya wale

ye gori gori surat wale hai dil ke kale

ye gori gori surat wale hai dil ke kale bewafa

ek bulbul maine pala dil ki dhadkano par

use raz sikhaya nirala dil ki dhadkano par

jab wo chali  jab wo chali matak matak kar chali

to aaj khili kali ek kamine ne uspe

jhuthe ulfat ka jadu dala aye aye aye karne wale

hum nahi tumse darne wale aye aye aye karne wale

hum nahi tumse darne wale wo churi to ye talwar

wo churi to ye talwar kare hai war nigaho se 

haye kare hai war nigaho se  

hai karigar to bas karke dikhade isko dil ki aaho se

hai karigar to bas karke dikhade isko dil ki aaho se

Explore this song