Roman script

babul kaun ghadi ye aayi babul kaun ghadi ye aayi

kal thi mai teri ladli beti ho gayi aaj parayi

babul kaun ghadi ye aayi

sajan ka jab aaye bulawa koi naa badha mane radha

tod ke pinjara ud jaye chidiya roye chahe shahnai

babul kaun ghadi ye aayi kal thi mai teri ladli beti

ho gayi aaj parayi babul kaun ghadi ye aayi

solha baras tune god khilaya bahon me le kar jhula jhulaya

gale lagaya aaj na kyu jab gale lagaya aaj na kyu jab 

meri huyi bidaayi

babul kaun ghadi ye aayi kal thi mai teri ladli beti

ho gayi aaj parayi babul kaun ghadi ye aayi

pihar se jab doli jaye duniya heere moti lutaye

lekin maine aisi  badkismat aanshu dahej me laayi

babul kaun ghadi ye aayi kal thi mai teri ladli beti

ho gayi aaj parayi babul kaun ghadi ye aayi

s

Explore this song