Roman script

babul jo tumne sikhaya 
jo tum se paya
sajan ghar le chali 
sajan ghar le chali 
sajan ghar mai chali
yado ke lekar saye
chali ghar paraye
tumhari ladli
kaise bhul paungi mai baba
suni jo tumse kahaniya
chhod  chali aangan me maiya
bachpan ki nishaniya
sun meri pyari behna
sajaye rehna yeh babul ki gali
ban gaya pardes ghar janam kaa
mili hai duniya mujhe nayi
nam jo piya se maine joda
naye rishto se bandh gayi
mere sasur ji pita hai
pati devta hai
devar chhavi krishn ki
sajan ghar mai chali
sajan ghar mai chali
lyrics typed by: neha gupta

Song details

Song video

Watch on YouTube

actor: Madhuri Dixit, Mohnish Behl, Renuka Shahane