Roman script

babul hum tore angana ki chidiya 

do din yaha sau din bhar paraye 

babul hum tore angana ki chidiya 

do din yaha sau din bhar paraye 

babul hum tore

bachpan beeta tere pyar ki chhav me

bachpan beeta tere pyar ki chhav me

lele jawani chali jaane kis gaav me

jaane kis gaav me

hum to janm se hi dhan hai paraya 

tab tab tu bhi hume ghar pe bithaye

babul hum tore angana ki chidiya 

do din yaha sau din bhar paraye 

babul hum tore

gudiyo ke khel khela sakhiyo ka shor tha 

gudiyo ke khel khela sakhiyo ka shor tha 

aankh micholi ka jamana kuchh aur tha 

jamana kuchh aur tha 

haath pakad ke mera puchhi wo gudiya 

bole chali hai kaha ankhiya churaye 

babul hum tore angana ki chidiya 

do din yaha sau din bhar paraye 

babul hum tore

goad mein teri suni jitni kahaniya 

goad mein teri suni jitni kahaniya 

dil me rahegi banke teri nishaniya 

teri nishaniya 

leke chale hai mujhe dur kahi ab 

chaar pahaar meri doliya uthaye 

babul hum tore

Explore this song