Roman script

babaanu babaanu o babaanu babaanu

o babaanu babaanu

gori gori gori main pariyo ki chhori

gori gori gori main pariyo ki chhori

chham chham chham chham chham chham 

karti aayi hu main saat aasma se

ho aayi hu main saat aasma se

gori gori gori main pariyo ki chhori

gori gori gori main pariyo ki chhori

chham chham chham chham chham chham 

karti aayi hu main saat aasma se

ho aayi hu main saat aasma se

suraj se layi main dil ki agan

chanda se layi main gora badan

suraj se layi main dil ki agan

chanda se layi main gora badan

bijli se dekho tadap layi main

ye kajal ghatao se layi main

haye kis pe dalu ye kajra ki dori

gori gori gori main pariyo ki chhori

chham chham chham chham chham chham 

karti aayi hu main saat aasma se

ho aayi hu main saat aasma se

gaalo pe masti bhara hai jo til

ye hai kisi mast bhanware ka dil

gaalo pe masti bhara hai jo til

ye hai kisi mast bhanware ka dil

duniya ka gham dhone aayi hu main

ye dil deke dil lene aayi hu main

dede dil warna ho jayegi chori

gori gori gori main pariyo ki chhori

chham chham chham chham chham chham 

karti aayi hu main saat aasma se

ho aayi hu main saat aasma se

Explore this song