Roman script

kabhi kisi ke rahte nahi hai

sab din ek saman

baba samay bada balwan 

kabhi kisi ke rahte nahi hai

sab din ek saman

baba samay bada balwan 

yahi baat kahti ramayan

kahte ved puran

baba samay bada balwan 

samay bada balwan re

samay bada balwan 

samay hi is duniya me baante

kisi ko phul kisi ko kaante

samay hi is duniya me baante

kisi ko phul kisi ko kaante

hey maati ke putle manav

baat ko tu pahchan

baba samay bada balwan 

samay bada balwan re

samay bada balwan 

samay ki dekhi nila nyari

wo raja ko kare bhikhari

samay ki dekhi nila nyari

wo raja ko kare bhikhari

waqt ke aage sab jhukte hai

chhote ho ya mahan

baba samay bada balwan 

kabhi kisi ke rahte nahi hai

sab din ek saman

baba samay bada balwan

Explore this song