Roman script

baba re baba light gayi 
andhere me koi takraya
kaun tha wo chup se mera haye dil le gaya
neend na aaye mujhay chain na aaye mujhe
dil ghabraye ab kya hoga 
baba re baba light gayi 
andhere me koi takraya
o sa se bante hai sathi re se riste ho jawan 
ga se gam ke jivan ma se machla armaan 
o sa se bante hai sathi re se riste ho jawan 
ga se gam ke jivan ma se machla armaan 
bas pyaliyaan le angdayi hsin dhani chunar lahraayi 
jiski neendiya  churayi hai harjayi 
saase sargam ki baaje shanayi 
baba re baba light gayi 
andhere me koi takraya
kaun tha wo chup se mera haye dil le gayaa 
neend na aaye mujhay chain na aaye mujhe
dil ghabraye ab kya hoga 
kaun tha wo chup se mera haye dil le gaya
neend na aaye mujhay chain na aaye mujhe
dil ghabraye ab kya hoga 
baba re baba light gayi 
andhere me koi takraya
are baba re baba light gayi 
andhere me koi takraya

Song details

singer: Sonu Nigam, Sapna Mukherjee