Roman script

baawra man dekhne chala ek sapna 

baawra man dekhne chala ek sapna 

baawre se man ki dekho baawri hai baate 

baawre se man ki dekho baawri hai baate 

baawri se dhadkane hai baawri hai saanse 

baawri si karwato se nindiya door bhaage 

baawre se nain chahe baawre jharokho se 

baawre najaaro ko takna 

baawra man dekhne chala ek sapna 

baawre se is jahan me baawra ek sath ho 

is syaani bhid me bas haatho me tera hath ho 

baawri si dhun ho koi baawra ek raag ho

baawri si dhun ho koi baawra ek raag ho

baawre se pair chahe baawro tarano ko 

baawre se bol pe thrakna 

baawra man dekhne chala ek sapna 

baawra sa ho andhera baawri khamoshiyan 

baawra sa ho andhera baawri khamoshiyan 

tharthrati lau madhyam baawri madhhoshiyan 

baawra ek ghunghta chhaye haule haule bin bataye 

baawra ek ghunghta chhaye haule haule bin bataye 

baawre se mukhde se sarkna 

baawra man dekhne chala ek sapna 

baawra man dekhne chala ek sapna 

baawra man dekhne chala ek sapna 

baawra man dekhne chala ek sapna

Explore this song