Roman script

baar baar mna kiya 
hazaar baar mann kiya 
meri galli mat aana 
baar baar mna kiya
bairee phir bhi na maana 
usne chhoda nahi aana jaana  
baar baar mna kiya 
meri galli mat aana 
baar baar mna kiya
kabhi tang kare ya phake  
kabhi mud mud dekhe 
kabhi tang kare ya phake  
kabhi mud mud dekhe  
kabhi sitee bajaaye behimaan 
laakh mera nasha hai 
laakh akhiyaan churae 
phir bhi sapano mein aaye behimaan  
badi mushkil mein hai meri jaan 
baar baar mna kiya
meri galli mat aana 
hazaar baar mann kiya 
vo toh raato ko aake 
meri khidaki pe jaake 
vo toh raato ko aake 
meri khidaki pe jaake 
hole hole pukaare mera naam 
ghar mein jab koi jaage 
muh chhupa ke vo bhaage 
mujhpe aaye hajaaro ilazaam 
jaane kya hoga mera anjaam
baar baar mna kiya 
hazaar baar mann kiya 
meri galli mat aana 
baar baar mna kiya
maine firr bhi na maana
usne chhoda nahi aana jaana 
bar bar mana kiya 
meri galli mat aana 
bar bar mana kiya

Song details

Song video

Watch on YouTube