Roman script

baar baar dekho hazar baar dekho

ke dekhne ki chiz hai ,humara dilaruba

taali ho,taali ho, taali ho

baar baar dekho hazar baar dekho

ke dekhne ki chiz hai ,humara dilaruba

taali ho,taali ho, taali ho

ha ji ha  aur bhi hoge diladar yaha

lakho dilo ki bahar yaha par ye bat kaha

ha ji ha  aur bhi hoge diladar yaha

lakho dilo ki bahar yaha par ye bat kaha

ye bemisal husan lajabab ye ada  

taali ho,taali ho,  taali ho

baar baar dekho hazar baar dekho

ke dekhne ki chiz hai ,hamara dilaruba

taali ho,taali ho, taali ho

dil mila, ek jaan e mahafil mila 

ya chiraag e mazil mila 

ye na puchho ke kaha

dil mila, ek jaan e mahafil mila 

ya chiraag e mazil mila 

ye na puchho ke kaha

naya naya ye ashiqi ka raaz hai mera

taali ho,taali ho,  taali ho

balle balle, uthake mistar kyo chale 

pyar pe mere kaho kyo jale 

baith bhi jaao meharaba

balle balle, uthake mistar kyo chale 

pyar pe mere kaho kyo jale 

baith bhi jaao meharaba

dua karo mile tumhe bhi aisa dilaruba

taali ho, taali ho, taali ho

baar baar dekho hazar baar dekho

ke dekhne ki chiz hai ,hamaara dilarubaa

taali ho,taali ho, taali ho

taali ho,taali ho, taali ho

lyrics type by : priya bhati

Explore this song