Roman script

bansuriya phir se bajaao, kanha

bansuriya phir se bajaao

ja ja na hamako sataao, radha

ja ja na hamako sataao

basi na baaje to jiyaa moraa dole

jiyaa moraa dole piyaa, boli ye bole

phir se vahi dhun sunaao, kanha

baansuriya

bansuriya phir se bajaao, kanha   

bansuriya phir se bajaao

ja ri natakhat gavaalin ki chhori

mai na bajaunga ye baans ki pori

aise na mujhako rulaao, kanha

bansuriya

bansuriya phir se bajaao, kanha   

baansuriyaa phir se bajaao

kaanhaa teri murali me raadhaa ki jaan hai

raadhaa tu hi to meri bansi ki taan hai

hotho se basi lagaao, kanha

baansuriya

baansuriya phir se bajaao, kanha

baansuriya phir se bajaao

Explore this song