Roman script

baanki adaye dekhna ji dekhna 

dil na churaye dekhna ji

baanki adaye dekhna ji dekhna 

dil na churaye dekhna ji

kehne ko bholi nazar hai

mitha mitha ye zehar hai

kehne ko bholi nazar hai

mitha mitha ye zehar hai

dhokha na khana dil na ganvana

dhokha na khana dil na ganvana

dekho ji rehna bachke bachke bachke

baanki adaaye dekhna ji dekhna 

dil na churaye dekhna ji

rup ko dhup dikhane se

aata hai chor bulane se

rup ko dhup dikhane se

aata hai chor bulane se

dil ka khazana, yun na lutana

dil ka khazana, yun na lutana

dekho ji rehna bachke bachke bachke

baanki adaaye dekhna ji dekhna 

dil na churaye dekhna ji

jo na manoge meri baat ko

taare gineoge aadhi raat ko

jo na manoge meri baat ko

taare gineoge aadhi raat ko

ye anjana, rog purana

ye anjana, rog purana

dekho ji rehna bachke bachke bachke

baanki adaye dekhna ji dekhna 

dil na churaye dekhna ji

kehne ko bholi nazar hai

mitha mitha ye zehar hai

kehne ko bholi nazar hai

mitha mitha ye zehar hai

dhokha na khana dil na ganvana

dhokha na khana dil na ganvana

dekho ji rehna bachke bachke bachke

baanki adaye dekhna ji dekhna 

dil na churaye dekhna ji

baanki adaye dekhna ji dekhna 

dil na churaye dekhna ji

Explore this song