Roman script

everybody now, join me in the song

clap your hands and shake on ur waist

move on your feet along

everybody now, join me in the song

clap your hands and shake on ur waist

move on your feet along

everybody now, join me in the song

aao yaaro jashn mana lo, lets this party on

ishq karane ka maja hai, ishq ke ijhaar me

dekhata hu mai khuda bhi 

na khuda bhi pyaar me

baamulaiza baamulaiza 

badab ho baamulaiza

aa gaye lo yeh husnwale

ishqwaalo karo salaam

baamulaiza baamulaiza 

badab ho baamulaiza

aa gaye lo yeh husnwale

ishqwaalo karo salaam

baamulaiza

pehana hai pehana hai maie pyaar tumhara

teri hi toh khwaaisho me khud ko yaar sawara

rehane de rehane de baaho ke ghere me

mai bhi haari aahiqui me dil bhi mera hara

ho aashiqui me haar kaisi

paas jab dildaar aise

tu na jiti mai na haara 

pyaar ki takrar kaisi

bamulaaiza baamulaiza 

badab ho bamulaiza

aa gaye lo ye husnwaale

ishqwaalo jhuke tamaam

bamulaiza bamulaiza badab ho bamulaiza

aa gaye lo yeh husn wale, ishqwalo karo salaam

jhukata hai jhukata hai dil ye tere aage

mai na jaanu dil na jaane tu kya mera lage

ghum kyu hai ghum kyu hai jane dil yeh aise

jane kaise jodi ye hai dil ne tumase dhage

ho jodata hai dil hi dil ko, yeh bada hoshiyar hai

husnwalo pe fida ye ik nahi sau baar hai

bamulaiza bamulaiza badab ho bamulaiza

aa gaye lo yeh husn wale, ishqwalo bano gulaam

bamulaiza bamulaiza badab ho bamulaiza

aa gaye lo ye husn wale, ishqwalo karo salaam

everybody now, join me in the song

clap your hands and shake on ur waist

move on your feet along

everybody now, join me in the song

mere dil se ye dil mila lo, let' s this carry on

ishq karane ka maja hai, ishq ke ijhar me

dekhata hu mai khuda bhi na khuda bhi pyaar me

bamulaiza bamulaiza badab ho bamulaiza

aa gaye lo yeh husn wale, ishqwalo karo salaam

bamulaiza bamulaiza badab ho bamulaiza

aa gaye lo ye husn wale, ishqwalo karo salaam

bamulaiza bamulaiza badab ho bamulaiza

aa gaye lo ye husn wale, ishqwalo karo salaam

bamulaiza bamulaiza badab ho bamulaiza

aa gaye lo ye husn wale, ishqwalo karo salaam

lyrics type by : pinky thakur

Explore this song