Roman script

haiyaa haiyaa ho ho ho

haiyaa haiyaa ho ho ho

haiyaa haiyaa ho ho ho

haiyaa haiyaa ho ho ho

baajare ke khet me kaala kauvaa aaya

baajare ke khet me kaala kauvaa aaya

choch maar ke baali todi kaav kaav chillaya

muaa kaala kauvaa aaya

muaa kaala kauvaa aaya

baajare ke khet me kaala kauvaa aaya

baajare ke khet me kaala kauvaa aaya

choch maar ke baali todi kaav kaav chillaya

muaa kaala kauvaa aaya

muaa kaala kauvaa aaya

din me bairi khet me aaye raat ko chhat pe bole

dekhake meraa rup suhaanaa pankh uthaa ke dole

din me bairi khet me aaye raat ko chhat pe bole

dekhake meraa rup suhaanaa pankh uthaa ke dole

laakh udaya maine lekin ye nahi ud paya

muaa kaala kauvaa aaya

muaa kaala kauvaa aaya

baajare ke khet me kaala kauvaa aaya

baajare ke khet me kaala kauvaa aaya

choch maar ke baali todi kaav kaav chillaya

muaa kaala kauvaa aaya

muaa kaala kauvaa aaya

kal ki baat sunaau bairi subah se pichhe lagaa

ho maukaa paakar ye baalo kaa gajraa le kar bhaga

oye hoye

kal ki baat sunaau bairi subah se pichhe lagaa

ho maukaa paakar ye baalo kaa gajraa le kar bhaga

o yu lagtaa hai prem nagar se ye kauvaa hai aya

muaa kaala kauvaa aaya

muaa kaala kauvaa aaya

baajare ke khet me kaala kauvaa aaya

baajare ke khet me kaala kauvaa aaya

choch maar ke baali todi kaav kaav chillaya

muaa kaala kauvaa aaya

muaa kaala kauvaa aaya

muaa kaala kauvaa aaya

muaa kaala kauvaa aaya

haiyaa haiyaa ho ho ho

haiyaa haiyaa ho ho ho

haiyaa haiyaa ho ho ho

haiyaa haiyaa ho ho ho

Explore this song