Roman script

saawan tera chehra jhuk jhuk ke 

chumta hai hay

didaar ki ek jhalak ke liye 

khub barasta hai jhumta hai

baadal ko garajne do

baarish ko barasne do

mausam hai bada beiman

dil ko aur dhadakne do

dil ko aur tadapne do

baadal ko garajne do

baarish ko barasne do

mausam hai bada beiman

dil ko aur dhadakne do

dil ko aur tadapne do

baadal ko garajne do

baarish ko barasne do

mausam hai bada beimaan

dil ko aur dhadakne do

dil ko aur tadapne do

tere chehre ki taarif me

paas mere alfaaz nahin

zubaan meri khaamosh hai

gale mein bas aawaaz nahi

ye gesu hai ke baadal hai

latein khuli to naagin hai

pairon me paayal hai

nigaahen husn-e-kaatil hain

baadal ko garajne do

baarish ko barasne do

mausam hai bada beimaan

dil ko aur dhadakne do

dil ko aur tadapne do

jhute bol sunaane se

kya tujhko mil jaayega

jab tu chhodega tufaan me

dil naazuk hai hil jaayega

aankhen hain bhigi bhigi

mausam hai bhiga bhiga

taaren hain maddham maddham

baahon me khoye hain hum

baadal ko garajne do

baarish ko barasne do

mausam hai bada beimaan

dil ko aur dhadakne do

dil ko aur tadapne do

baadal ko garajne do

baarish ko barasne do

mausam hai bada beimaan

dil ko aur dhadakne do

dil ko aur tadapne do

Explore this song