Roman script
baabul ka ghar chhod ke beti piya ke ghar chali baabul ka ghar chhod ke beti piya ke ghar chali ye kaisi ghadi aayi hai milan hai judaai hai ye kaisi ghadi aayi hai milan hai judaai hai baabul ka ghar chhod ke beti piya ke ghar chali ye kaisi ghadi aayi hai milan hai judaai hai milan hai judaai hai bachpan ke wo khel khilaune chhod ke sab jaayegi wo raja rani ki kahani yaad bahut aayegi ro kar bhi mamta ki kimat kaise chuka paayegi baabul ka ghar chhod ke beti piya ke ghar chali ye kaisi ghadi aayi hai milan hai judaai hai milan hai judaai hai maika hai do din ka basera kaun yaha reh paye bin bete ka baap bhi dekho beti ka byaah rachaye roke ruke naa aansu ki dhara aankh chhalakati jaye baabul ka ghar chhod ke beti piya ke ghar chali ye kaisi ghadi aayi hai milan hai judaai hai ye kaisi ghadi aayi hai milan hai judaai hai baabul ka ghar chhod ke beti piya ke ghar chali ye kaisi ghadi aayi hai milan hai judaai hai milan hai judaai hai, milan hai judaai hai milan hai judaai hai
Song details
- Singer: Alka Yagnik
- Singer: Kumar Sanu
- Film / album: Sainik (1993)
- Composer: Nadeem Shravan
- Lyricist: Sameer
- Actor: Akshay Kumar
- Actor: Ashwini Bhave
- Actor: Ronit Roy
- Actor: Naveen Nischol
- Actor: Ranjeet
- Actor: Anupam Kher
- Actor: Farheen
- Actor: Alok Nath
- Actor: Laxmikant Berde
- Actor: Satish Shah
- Actor: Harish Patel
- Actor: Guddi Maruti
- Actor: Mac Mohan
- Actor: Navneet Nishan
- Actor: Viju Khote
- Actor: Pankaj Berry
- Actor: Sunil Dhawan
- Actor: Ranjit Rai
- Actor: Vikas Anand
Song video
singer: Alka Yagnik, Kumar Sanu
actor: Akshay Kumar, Ashwini Bhave