Roman script

baabaaji hamko de do paarvati se jo laaye ho

apna dil bhi hai wahin jahaan ki khushbu tum laaye ho

baabaaji jaadu kar do hum tumhaare ho jaayenge

raahon ko fursat de do faasale bhi ghul jaayenge

achha hai jo bhi kiya dil ne dil se keh diya

sadiyon mein kyun lamahon mein ji

phir mile na mile yeh zindagi

baabaaji hamako de do paarvati se jo laaye ho

apna dil bhi hai wahin tum jahaan hokar aaye ho

paarvati se jo laaye ho

Explore this song