Roman script

ba ba batao na hamse chupao na

kaise shuru ye kahani hui

ja ja jao na hamko sunao na

kaise tamanna diwani hui

ba ba batao na hamse chupao na

kaise shuru ye kahani hui

ja ja jao na hamko sunao na

kaise tamanna diwani hui

gori gori gori gori banki chori

chori chori kar gayi dil ki chori

ban gayi ban gayi chand chakori

gayi gayi bandh ke preet ki dori dekho na

gori gori gori gori banki chori

chori chori kar gayi dil ki chori

ban gayi ban gayi chand chakori

gayi gayi bandh ke preet ki dori dekho na

ba ba batao na hamse chupao na

kaise shuru ye kahani hui

ja ja jao na hamko sunao na

kaise tamanna diwani hui

na sharmao na ghabrao na sharmao

na sharmao na ghabrao na sharmao

ujli ujli gayi safedi kar li julfe kaali

bahke bahke kadam tumhare chal hui matwali

mahki mahki lage hame kyu umar ki sukhi dali

khile khile in labo se chalke kyu khushiyo ki pyali

koi majra koi to baat hai

ho koi mamla koi to ghaat hai

ho tum pareshan ho

ba ba batao na hamse chupao na

kaise shuru ye kahani hui

ja ja jao na hamko sunao na

kaise tamanna diwani hui

na sharmao na ghabrao na sharmao

na sharmao na ghabrao na sharmao

luta jisne tumhare dil ko kon hai wo dilwali

uski photo hame dhikhao kaisi hai dilwali

chudi kangan hasin jhumka usko pahnayenge

are doli leke chalenge pyari dulhan ko layenge

kaisa faisla kaisa khyal hai

are to aayi piya sachmuch kamal hai

kyu aise hairan ho

ba ba batao na hamse chupao na

kaise suru ye kahani hui

ja ja jao na hamko sunao na

kaise tamanna diwani hui

gori gori gori gori banki chori

chori chori kar gayi dil ki chori

ban gayi ban gayi chand chakori

gayi gayi bandh ke preet ki dori dekho na

ba ba batao na hamse chupao na

kaise shuru ye kahani hui

ja ja jao na hamko sunao na

kaise tamanna diwani hui

na sharmao na ghabrao na sharmao

na sharmao na ghabrao na sharmao

Explore this song