Roman script

aazadi ki yahi aag hai laajawab latani 

utha na sakte in sholo ko shasan ke abhimaani 

utha na sakte in sholo ko shasan ke abhimaani 

swarag sidhari wo virata dekar ye sandesh 

jaan sabhi ko pyari hai aur jaan se pyara desh 

dhany dhany bundelkhand hai dhany hind ka paani 

dhany dhany bundelkhand hai dhany hind ka paani 

amar hai jhansi ki rani 

amar hai jhansi ki rani

Explore this song