Roman script

khushiya chalakti chale leke chale hai honsale

hai chale jag se paraye dil ki sunenge haule se

pyar me irada kiya hai

ishq k honge aashiyaane

sabse aaye hai pas bas ab chale

man ki sunenge bas ye wade

azaadiyaan-azaadiyaan

dil ki sada azaadiyaan

azaadiyaan roohaniyan

dil ki sada azaadiyaan

meharba ye ishaq ki falak

ye khusi ki khanak

ek nayi raftar hai

khwaishe ye chali kis taraf 

hai beshak ye kashak

kuch naye andaz hai

lamhe ye rupahale na the yu ye pahle

huyi ab har ghadi si gaye anokha nagma abhi

ab na do rahe na judai

azadiyan-azadiyan

dil ki sada azadiyan

azadiyan roohaniyan

dil ki sada azadiyan

Explore this song