Roman script

azad aya re ho khushiya laya re ho 

azad aya re ho khushiya laya re ho 

main aisa dilwala mera har kam nirala 

nazar ki chabi se khol du pal mein dil ka tala

azad aya re ho khushiya laya re ho 

utra utra chehra fir se chamkaunga

sare jaha ki khushiyan main to loot ke launga

azad aya re ho khushiya laya re ho 

kehne ko hai jhopad patti mahlon se bhi ye to acchi 

chandi se badke lage dil ko mere iski mittii

is mitti ne pyar diya isne apnaya re

azad aya re ho khushiya laya re ho 

main aisa dilwala mera har kaam nirala 

nazar ki chabi se khol du pal mein dil ka tala

azad aya re ho khushiya laya re ho 

kanto pe main haske chala kismat meri kya khub hai

gam se hai meri dosti tufa mera mehbub hai

ansu lekar khushiya banti dard bataya re

azad aya re ho khushiya laya re ho 

main aisa dilwala mera har kaam nirala 

nazar ki chabi se khol du pal mein dil ka tala

azad aya re ho khushiya laya re ho 

utra utra chehra fir se chamkaunga

sare jaha ki khushiyan main to loot ke launga

azad aya re ho khushiya laya re ho  

azad aya re ho khushiya laya re ho 

azad aya re ho khushiya laya re ho

Explore this song