Roman script

ayega maza ab barsat ka

teri meri dilkash mulakat ka

ayega maza ab barsat ka

teri meri dilkash mulakat ka

maine to sambhale rakha tha

maine to sambhale rakha tha

tune dekha to pasa chhut gaya

yun ankhiya mila ke ankhiyo se

yun ankhiya mila ke ankhiyo se

pardesi mujhe tu lut gaya

ek bhigi hasina kya kehna 

yauwan ka nagina kya kehna

sawan ka manhina kya kehna

barish me pasina kya kehna

mere hoto pe ye angur ka jo pani hai

mere mehbub tere pyas ki kahani hai

jab ghataao se bund jor se barasti hai

tujhse milne ko teri janeman tarasti hai

andaz jo dekha jalim ka

andaz jo dekha jalim ka

sabr ka bandh mere tut gaya

yu ankhiya mila ke ankhiyo se

yu ankhiya mila ke ankhiyo se

pardesi mujhe tu lut gaya

najro me chupa le der na kar

ye duri mita le der na kar

ab dil me basa le der naa kar

sine se laga le der na kar

badi bechain hu meri jaan mai kal parso se

tha mujhe intzar is din ka barso se

ab jo rokega to main had se gujar jaungi

aur tadpayega dildar to mar jaungi

reh jayenge pyase ham dono

reh jayenge pyase ham dono

ye mausam jo hamse ruth gaya

maine to sambhale rakha tha

maine to sambhale rakha tha

tune dekha to paasa chhut gaya

yun ankhiya mila ke ankhiyo se

yun ankhiya mila ke ankhiyo se

pardesi mujhe tu lut gaya

Explore this song