Roman script

ae phul bata kaisa hoga mera piya sajan pyara 
ae phul bata kaisa hoga mera piya sajan pyara 
kya kaha tujh jaisa
tu kya jane kaisa hoga mera piya sajan pyara 
ae phul bata kaisa hoga mera piya sajan pyara 
mera piya hoga vir bahadur matwala 
uske chode sine par main jaise aakash pe tera 
ae phul bata kaisa hoga mera piya sajan pyara 
kyun gunje sajani hajir hai ye tera sajan pyara
sur vir bahaduar aisa ki kabhi na kisi ne mara 
hajir hai ye tera sajan pyara hajir hai ye tera sajan pyara 
kya kahne kya kahne tumhari himmat ke 
machar bhi na tum se hara
dekho sajani tumhari tum jaisi 
kahi charti hogi pyara ghar bhul gaye tum 
jao dikho aur kisi ka dawara haye haye chali gayi 
haye chali gayi haye challi gayi 
pyari sajaniya mara ke ban karara
ab dost koi is hire ka nahi is jag me bartan hara
ae phul bata kaisa hoga mera piya sajan pyara ae phul

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Husn Bano, Yashwant Bhatt