Roman script

vbaye mere dil bata

is dard ki kya wajha

bhid main tanha raha

dhundta hun tujhe har jagah

aab talk hun khada

main usi mode par

hath chhoda mera tune jahan

aye mere dil bata

is dard ki kya wajha

daabi huyi labon pe jo

woh baat teri thi

aankhon main naami si jo

woh yaad teri thi

kitni daafe bikhre hai hum

tere sahare main samhale qadam

aye mere dil bata

is dard ki kya wajha

chuke jab gayi hawa

ehesaas tera tha

haathon ko yakin hai

woh haath tera tha

humse huyi kaisi khata

tu bhi kyun ho gaya mujhse juda

aye mere dil bata

is dard ki kya wajha

raat ki hatheli pe

jugnu rakh dunga

zindagi jo ruthe toh

sajde kar lunga

aye zindagi haans de zara

tere bina bata jaaun kaha

aye mere dil bata

is dard ki kya wajha.

Explore this song