Roman script
Aye Manya… Aye Manya, Manya sun.na re Aye Manya, Manya sunn… Bhai bole bole bole toh peene ka Bhai bole bole bole toh saala jeene ka Aye Manya, Manya sun.na re Aye Manya, Manya sunn… Sooni sooni kaali raaton ko Rangeen banaate chale Har zakhm ko hum toh Dhuein mein udaate chale Tedhi-medhi saari raahon ko Apna banaate chale (Banate chale…) Har gham ko gale se hum toh laga ke chale Doobe hi rahein, fikar nasha peene ka Arey bhai bole bole bole toh saala peene ka Aye Manya, Manya sun.na re Aye Manya, Manya sunn… Jaane kaun se mod pe chhoote shehar apne Lagi neend mein thokar toot gaye sapne Sookhe patton ki tarah hawaon mein udne lage Jahaan mod diya kismat ne mudne lage Nashe mein ghul raha hai dard yeh seene ka Hey bhai bole bole bole toh saala peene ka Aye Manya, Manya sun.na re Aye Manya, Manya sunn… Hey bhai bole bole bole toh peene ka Hey ra pa pa pa… Bhai bole bole bole toh saala jeene ka Saala jeene ka! Saala jeene ka!
Song details
- Singer: Adnan Sami
- Singer: Shaan
- Film / album: Shootout at Wadala
- Composer: Meet Bros Anjjan
- Lyricist: Kumaar
- Lyricist: Sanjay Gupta
Song video
singer: Adnan Sami, Shaan
lyricist: Kumaar, Sanjay Gupta
cast: John Abraham, Tusshar Kapoor, Manoj Bajpai, Sonu Sood, Anil Kapoor, Kangana Ranaut
language: Hindi
music label: Sony Music India