Roman script

aye maa meri yado ko dil hi me basa lena

aye maa meri yado ko dil hi me basa lena

badnam na ho aasu daman me chupa lena

aye maa meri yado ko

aazadi ka parwana ab jata hai jalne ko

aazadi ka parwana ab jata hai jalne ko

has has ke mai jal jau has has ke mai jal jau

bas itni dua dena aye maa meri yado ko

mai yaad agar aau bharna na kabhi aahe

mai yaad agar aau bharna na kabhi aahe

tum meri nishani ko tum meri nishani ko

sine se laga lena aye maa meri yado ko

aaye tere kuche me jab rakh meri ud kar

aaye tere kuche me jab rakh meri ud kar

us rakh pe aye mata us rakh pe aye mata

ik dunia basa lena

badnam na ho aasu daman me chupa lena

aye maa meri yado ko dil hi me basa lena

aye maa meri yado ko

Explore this song