Roman script

le aayi hai bite hue lamho ko phir ha ye zindagi

yu beraham si ho gayi, lene chali jaan ye zindagi

khuda kyu ruth gaya mujhse, nahi tha bair mera tujhse

kyun tune chhin liya mujhse mera jahaan

aye khuda khuda tu bata bata

yeh kya kiya khuda haaye yeh kyu kiya khuda

bata mere khuda thi kya meri khata

bejaan si hai zindagi, har saans hai ghamzada

yeh kya kiya khuda haaye yeh kyu kiya khuda

bata mere khuda thi kya meri khata

ummid hai tooti hui, tanhaiyo ka daur hai

hai khwaishe bikhri hui, khamoshiyo ka shor hai

bula le apne paas mujhe, naa aaye jina raas mujhe

kyu tune chhin liya mujhse mera jahaan

aye khuda khuda tu bata bata

yeh kya kiya khuda haaye yeh kyu kiya khuda

bata mere khuda thi kya meri khata

bejaan si hai zindagi, har saans hai ghamzada

yeh kya kiya khuda haaye yeh kyu kiya khuda

bata mere khuda thi kya meri khata

Explore this song