Roman script

aye kash kisi diwane ko hum se bhi mohabbat ho jaye

aye kash kisi diwane ko hum se bhi mohabbat ho jaye

ham lut jaye dil kho jaye bas aaj kayamat ho jaye

aye kash kisi diwane ko hum se bhi mohabbat ho jaye

hai waqt abhi tauba karlo hai waqt abhi tauba karlo

allah musibat ho jaye allah musibat ho jaye

aye kash kisi diwane ko hum se bhi mohabbat ho jaye

tumko malum nahi shayad kitne badard sanam honge

tumko malum nahi shayad kitne badard sanam honge

ye aapne sach farmaaya hai ulfat me lakh sitam honge

ulfat me lakh sitam honge hai lakh sitam manjur hame

bas ek inayat ho jaye ham lut jaye dil kho jaye 

bas aaj kayamat ho jaye aaye kash kisi diwane ko 

hum se bhi mohabbat ho jaye har sans ko har ek dhadkan ko 

wo apni yad bana dale har sans ko har ek dhadkan ko 

wo apni yad bana dale tum aaj agar ek nagma ho

tumko fariyad bana dale tumko fariyad bana dale

gairo se to ho sikwe tmhe khud se bhi shikayat ho jaye

hai waqt abhi tauba karlo allah musibat ho jaye

allah musibat ho jaye aye kash kisi diwane ko 

hum se bhi mohabbat ho jaye har ek khata is dunia ki

is ek khata se behatar hai har ek khata is dunia ki

is ek khata se behatar hai ye pyar nahi ek dard sahi

ye dard dawa se behtar hai ye dard dawa se behtar hai

bas chain hame aa jaye to bechain tabiyat ho jaye

ham lut jaye dil kho jaye bas aaj kayamat ho jaye

aye kash kisi diwane ko hum se bhi mohabbat ho jaye

hai waqt abhi tauba karlo allah musibat ho jaye

allah musibat ho jaye aaye kash kisi diwane ko 

hum se bhi mohabbat ho jaye

Explore this song